Instagram two-factor authentication security activate karne ke liye latest app hain. Pahle hamne Facebook, Whatsapp, Google, etc. popular social networking app par multi factor authentication set kar chuke hain. Now, it’s time for Instagram to follow the trend.
Ab aap Instgram me two-factor authentication apne iPhone mobile se set up kar sakte hain. Yah feature activate karne ke liye aapko Instagram app update karne ki jarurat nahi.
Jese hi aap two factor authentication social networking app me enable karte hain tab aapko ek security code enter karna hota hain. Jo ki aapke register mobile me sent hota hain. Aapko identity verify karne ke liye yah eight digit code enter karna raheta hain. Chaliye dekhte hain Intagram me 2 factor authentication kaise set up karte hain.
How to Set Up Two-Factor Authentication in Instagram on Apple iPhone
Step #1. Sabse pahle apne iPhone me Instagram app (Latest updated version) open kare.
Step #2. Ab aapko bottom right corner par profile button hain us par click karna hain. Now, top right corner se setting button par click karna hain.
Tap on gear icon in Instagram
Step #3. Next step me aapko Two-Factor Authentication par click karna hain. Yah aapko Account option me milega.
Two-Factor authentication
Step #4. Ab aapko Require Security Code ke samne switch hain use turn on karna hain. Agar aapne already mobile number profile me feed kiya hain to aapke mobile me verification code sent hoga. Agar nahi kiya to aapko Add number ka pop-up display hoga.
Turn-On-Require-Security-Code-in-Instagram
Step #5. Mobile number enter kare and Next par click kare.
Mobile number enter kare
Step #6. Aapne abhi jo number feed kiya hain us number par confirmation code sent hoga. Confirmation code enter kare and top right corner se Done par click kar de.
Confirmation Code Enter Kare
Step #7. Next screen me aapko screenshot your backup code ka pop us display hoga. Isko aap kab use kar sakte hain? Jab aapko message me code sent nahi hota tab aap inme se ek code use kar sakte hain. Ok press kare and screenshot ko camera roll me save kar de.
backup code screenshot save kare
Congratulation! Aapne simple steps ko follow karke aasani se two factor authentication enable kar diya hain.
Ab aapne enable to kar diya lekin kabhi kabhi hota hain ma ki ham aesi services ko time consuming mante hain. Aur bor hone lagte hain. To is paristhiti me aapko two factor authentication security ko disable karna aana chahiye.
Nahi aata! Don’t worry. Yaha par main two step verification disable karne ke bhi steps bata raha hu. Jisko follow karke aap security disable kar sakte hain.
How to Disable Two-Factor Authentication in Instagram on iPhone
Step #1. Open Instagram >> bottom right corner se profile button >> top right corner se setting button par click kare.
Step #2. Two-factor authentication par click kare.
Two-Factor authentication code.jpg
Step #3. Ab Require Security Code ke samne di gayi switch ko off kar de. Pop up se Turn off par click kar de.
turn off require security code in instagram
Above three steps ko follow karke aap easily Instagram two factor verification disable kar sakte hain.
Closing Word
Instagram account ke security ke liye aapko two-factor authentication configure karna chahiye. All users se account secure karne ka yah ek easy and free way hain.
Ham hamare social networking account ke security ke bare me bat kar rahe hain, to I would recommended to read this posts like how to enable two step verification in Whatsapp, Facebook and Google.
Agar aapko yah post pasand aaya ho to aap apne dosto ke sath Facebook, Twitter and Google Plus friends ke sath jarur share kare.